Wednesday, November 18, 2009

Mehndi Ki Raat By Junaid Jamshed

Mehndi Ki Raat


Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Khushioun bharey, armanon bharey, mehndi taley
Kayein sapnon ko sab sey chuhpayey howey,
sharmayey howey


Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee gayey eik mehfil,
rangon bharee ous mehfil mein
Khushbo thee haatoun mein,
jadoo tha chehroun pey
Ankhoun mein tha eik nasha
hooo ankhoun mein tha eik nasha

Humney to aisa nazara khabhee kaheen dekha na tha
Khabhee socha na tha.
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat.
Hum bhee miley eik khushbo sey, baatein hoween eik jadoo sey
Baatoun meinj baat barhee janey kub raat dhalee
Dono mehuk ney lagey haaaiii dono mehuk ney lagey
Dholuk ka shour raha sarkoshioun ko dubayey howey
Sab chuhpayey howey.


Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat
Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat Mehndi ki raat aayee, mehndi ki raat
Dekhey koyee kisi larkhi key haat




No comments:

Post a Comment